Qissa Civic Sense aur Common Road Courtesy ka

There is a thing called common road courtesy jo ke Humaray sheher ke logon ke Kareeb se bhi nahin phatki... Jinan no nank ponjhan di tameez nahin unhan noo Honda city de diti...

Poori road ke centre main Aisay jatay hain Jesay road ka tender notice inkay Abu ji ki behind se nikla tha....

Awal to koyee road bachi nahin sawaye "shahrahay dastoor" ke... Baki jo road numa chezain hain unpe rakhsha walon nay dibs li hoyee hain aur baki jo jaga khali Bach gaye usper ab rerhi bhi na khari karen... Road bhalla hoti kis liyay hay?

Aur wallah kia genius ke bachay waldain hain jo Apnay 12 saal ke bachay ko motor bike de detay hain aur Unki mama apni poori 200ft kay gheray ke saath peechay bhi Bethi hoti hay... Matlab akathay marain ge... Beta 😏

Woh jo naye girls college wali road hey na Uspay koyee speed breaker nahin Wahan se Micheal shumaker ke bachay Rickshaw driver Aisay guzartay hain jitni speed main Aap tab gari chalatay hain jab bohat zor ka washroom aya hoo...

Koyee baat nahin Chand Dino main har ghar ka malik jo Uss road per hay Apna paidashi haq samjhtay hoyay Apnay ghar ke Agay aik aik speed breaker bana dain ge... Phir mil jaye ga sakoon....

Wesay bhi our city is the speed breaker capital of the world, with roughly three speed breakers per person it is highly regarded the best city if you want yo get your back broken, now they have introduced Back-breaker roads, where there is no road just speed breaker all the way...

Bachon ke school ki chuti ke baad Rickshaws ka rush aur total road block jo juice corner Wali road per hota hay woh sheher ke alla town management ka Haseen nazara pesh kerta hay....

Update: As I was writing this while parked on a roadside a Rickshaw driver in his infinite wisdom tried to wiggle thru an opening smaller than the actual Rickshaw & wrecked the car next to mine... And said Hehehe phayan bach gaye aey... To which the car owner replied JAHIL!

I got a few interesting replies on twitter on this one so I am pasting those here...
















Comments

Popular posts from this blog

Choice

Under shadows of guns - Eid in Rabwah

How I started writing